Hello All Nkwep.com Readers Es Artical Me Aap Janoge ki Maida kese banta hai  Hindi me..


Hello dosto Aaj ham jante hai ki Maida Kese banta hai...

Kyuki Me janta hu ki Bahut se Log Nahi Jante hai Ki Maide Ka आटा kese banta hoga Etna Barik hota hai Bahut si bate man me ghumti hogi Chaliye Aaj jaan hi lete hai....

Dosto मैदा गेहूँ se banta hai Aur सुई bhi गेहूँ se banti hai...

Ab aap sochh rahe hoge ki गेहूँ se kese banta hoga To Aaiye ye bhi Jaan lete hai Nkwep.Com Help In India Website Par.

● Process Made मैंदा flour..


● Dosto मैदा banane ke liye Achhe Wale साफ और Mote गेहूँ  ki jarurat hoti hai..

● But Shukhe huye गेहूँ hona jaruri hai..

● Ab गेहूँ ko maida मिल me गेहूँ ki upri parat ko hataya jata hai…

● And uske andar safed color ka गेहूँ nikalta hai usko मैंदा Chhakki me peesa jata hai..

● गेहूँ ke mote tukde se suhi ban jati hai aur last me jo Barik aata bachta hai uska Maida banta hai.....

Ab Aap samaj hi gaye hai ki मैंदा Kese banta hai...

Note:-  Dosto Ek Khas baat Aur bta du Maide se bahut si cheeze banai jaati hai ye Aapko bhi pata hoga par maide se bani koi bhi cheez me posaik tatb nahi hota eska karan yah hai ki jab maida banaya jata hai tab gehu ki upri parat nikal di jati hai aur usi upri parat me posak tatb paya jata hai...