Random Posts

header ads

Facebook Account Convert To pages migrate In Your Mobile

Hello Guys Es Article me Aap Janege ki Facebook Profile Ko Facebook Page me Kese Convert Karte hai Steps By Steps..


Friends Fb Account Ko Page Me Convert Karna bahut Hi Easy Hai.

● Benefits Of Fb Profile Convert To page :-


√√ Aapke Sare Friends And Followers Page Like Me Convert Ho Jayenge.


√√ Aapka Fb Profile Bhi Remove Nahi Hoga Aur Profile Page Me bhi Convert Ho Jayegi...


√√ Aap Page Ka Name Bhi Change Kar Sakte ho And Full Management kar Sakte ho....


√√ Profile Convert Page Par Actiov Liker Honge Kyuki Agar Aapke Friends And Followers Always Aapki Status And Photos Like Karte hai To Page Post bhi Jarur Like karenge..


√√ Aapki Profile Page Se Registered ho Jayegi Agar Aapki FB Id Ya Account Kavi Blocked Ya Ban Hoga to Aap Page ki Help se Recovery Kar Sakte ho.


● Convert To Page Migrate Steps


1] Friends First Aap Computer Par Aapka Facebook Account Login kare Jise Account ko Aap Page me Convret karna chahte hai.

Agar Aapke Pass Computer Nahi hai To App Mobile Me Puffin Browser par FB Account Login Kare Kyuki Ye Tricks Sirf Pc Version Par Working hai..

Agar Puffin Browser Download Nahi hai To Aap Niche Link se Download kar Le Full Pc Version Browser In mobile.

     Download Puffin Web Browser


2] Ab Browser Address Bar me Ye Link Open Kare...

www.facebook.com/pages/create/migrate


3]  Next Steps Me  Get Start  Ok Kare..


4] Next Step par Pop-up Window Open Hogi Continue Par Oky Kare...


5] Next Steps Set Page Category Page Name Phone Number And Short Description 150 Words And Click Next Button .


6] Next Steps "Choose Friends To Like Your Page" Select All Par Click Kare And Next Button Par Click Kare..


7] Next Click Karte hi Aapka pages Ban Jayega And Aapke Saare Friends Page Like List Me Show Hone Lagennge..

• Questions / Answers FAQ


Friends Aapke Mind Me Kuch Questions Aa Rahe Honge Esliye Me Aapni Soch ke Hisab Se Aapke Questions Ke Answers De Raha hu Waki Author Questions Aap Commenst Kar ke Puchh Sakte hai...

1) Kya Aapki Facebook Id page Banne ke Baad Band Ho Jayegi..?

Ans:- Newer / No ( ID And Page Dono Rahenge )

2) Kya Aap Again Again More Page Bna Sakte ho...?

Ans:- Never / No ( Aap Sirf Ek hi Time Profile Ko Page Bna Sakte hai )

3) Kya Aapki ID Page Convert Karne se Block To Nahi Hogo...?

Ans:- Never / No ( Aapki ID Save Rahegi Aur Na hi Block Hogi )

4) Kya Aap Page Name Change Kar Sakoge..?

Ans:- Yes / Yes ( 14 Days Me Aap Unlimited Time page Name Kar sakoge 14 Days Baad Aap Aap Normally Page Jesa Page Management Karoge )

5) Kya Aapki ID Ke Sare Friends Unfriend Ho Jayenge...?

Ans:- Never / No ( Aapke Friends Bhi Rahenge Aur Page Me bhi Like Rahenge )

Thanks For Reading......

Post a Comment

0 Comments